Aik naya rishta kuyn paida karen hum
3 posters
Page 1 of 1
Aik naya rishta kuyn paida karen hum
Aik naya rishta kuyn paida karen hum
Bicharna ha to jhagra kuyn karen hum
Khamoshi se ada ho rasme doori
Koi hangama barpa kuyn karen hum
Yeah kafi ha kay hum dushman nahi hain
Wafadari ka dawa kuyn karen hum
Wafa, ikhlaas , qurbani, Mohabat
Ab in lafzon ka pecha kuyn karen hum
Hamari hi tamnna kuyn karo Tum
Tumhari hi tamnna hi kuyn karo Hum
Bicharna ha to jhagra kuyn karen hum
Khamoshi se ada ho rasme doori
Koi hangama barpa kuyn karen hum
Yeah kafi ha kay hum dushman nahi hain
Wafadari ka dawa kuyn karen hum
Wafa, ikhlaas , qurbani, Mohabat
Ab in lafzon ka pecha kuyn karen hum
Hamari hi tamnna kuyn karo Tum
Tumhari hi tamnna hi kuyn karo Hum
Rubayee- Posts : 8
Points : 15
Join date : 2012-01-08
Re: Aik naya rishta kuyn paida karen hum
Allaaaaaaa
Mr-kuku- Posts : 43
Points : 124
Join date : 2012-01-07
Age : 40
Location : Barcelona
Re: Aik naya rishta kuyn paida karen hum
achi poetry hai waddy logo . wasy kya baat hai january ke bad kisi ne kuch post nahi kiya yahan ..
sub khair to hai na ..
sub khair to hai na ..
Mubi78- Posts : 1
Points : 1
Join date : 2012-06-13
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|