JAB SE AGAAZ HUA HAI RAMZAN KA
Page 1 of 1
JAB SE AGAAZ HUA HAI RAMZAN KA
Jab se agaaz hua hai mah e ramzan ka
noor se chera chumkta hai har musalman ka
Allaha ne humein behshumar nehmtien bakshien
uhs ki bandgi karna kaam hai insan ka
taweez gandon ke liye istemaal hota hai
aisa ehtram hota hai Allaha ke Quran ka
allaha ko chodh kar gair se maangna
yeh hal hai musalmaanoo ke iman ka
hum sab faqat usi ki ibadat karein
jo tanha nazam chla rah hai sab jahan ka
noor se chera chumkta hai har musalman ka
Allaha ne humein behshumar nehmtien bakshien
uhs ki bandgi karna kaam hai insan ka
taweez gandon ke liye istemaal hota hai
aisa ehtram hota hai Allaha ke Quran ka
allaha ko chodh kar gair se maangna
yeh hal hai musalmaanoo ke iman ka
hum sab faqat usi ki ibadat karein
jo tanha nazam chla rah hai sab jahan ka
m.asghar mirpuri- Posts : 17
Points : 51
Join date : 2012-08-01
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|